Monday, April 29, 2024

بکھرے موتی

RELATED ARTICLES

6 COMMENTS

  1. Assalamalaikum. Ye website khudmay “Bikhray Moti” hai jaha dunyabhar k website se kitab lekar ek mustanad kitabghar banaya gaya hai. Alhamdulilah, Allah qubool farmaye. Amin.
    Dusri baat, aapne likha hai k dusre zuban may v kitabay website per honi chaye. Lizye Allah ne aap ki sunli. http://www.banglakitab.com ek mustanad website hai jaha besumar Bengali kitabay hai. Maine khud Alhamdulillah in kitabon ka mutala kia hai. Banday ko Bangla zuban per v maharat hasil hai. Lihaza isse apne website k link per add karay. Issi website ka sister site hai http://www.islamibayanaat.com .
    Teesri baat, Imam Ghazali (Rahmatullahalay) ki kuch kitabay http://www.ghazali.org/urdu/index.htm is website per hai. Ihya Uloomuddin ka tarzuma deoband k scholar ne kia hai. Yaha se kitab lekar aap apne websiteper dal sakte hai.
    Ek guzaris: Mujhay apne Duao may zarur yaad rakhay. Allah aapki har jaiz maqasid ko pura farmayae. Amin.

  2. MASHALLAH,,,,
    I Had No Words to praise u,,,Boht Boht Boht Achi effort hai,,aap ki website boht achi hai,,is ko zyada sai zyada Share karain,, yea book mjhy internet per nai mili thi to mai phir markt sai khareed laya tha,,,boht hi Behtareen kitab hai,,allah aap ka kaam qabul farmaay ameen..Keep it up brother,,,

  3. Allah ham sab is kitab ko sahe tarah sa samaj k palne or is par amal karne ki tawfeq ata kare or jo log islami kitabon ko phelate hn un ko agr e azeem ata kare

  4. face book pa is k paraghraphs ko share karna chate hon ta k hum sub ke islah ka 1 darwaza aur khul jaey.

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

توجہ فرمائیں eislamicbook healp

Most Popular